Domain kya hota hai or Ise kaha se kharide

Domain kya hota hai or Ise kaha se kharide 


Hello dosto agar aap ek naye Blogger hai to aapko ye to Achhe se pta hoga ki Domain kise kahte hai agar aapko . Agar aapko nhi pta to chaliye jante hai Domain hamari website ke liye important hota hai kaise ki aapne dekha hoga jab bhi aap google me kisi topi ko Search karte hai  to aap kisi website par enter krte hai aapne website me enter karte samay  website ke last  me  ( .Com , .Co ,in ) or bhi bohot sare dekhe honge to inhi Words ko Domain kaha jata hai . Jo ki aapke website ke last me lagte hai . Ye hmare website ko Google Me rank karane ke liye Bohot Important hote hai.
how to buy a domain,godaddy domain



Domain kyu jaruri hote hai ?


Dosto waise to jab aap blog pe apni id Create krte hai to aapko blogspot.com ka domain mil jata hai but ye hosted hota hai or jo aap purchase karte hai voh hota hai nonhosted hota hai . Or domain  Apke Adsense ko  jaldi Approve karane ke liye Help karta hai . Agar aapke paas domain .Nahi hai or apke paas keval blogspot.com ka he domain .Hai to aap is domain se bhi Google Adsense ko Approvel ke  liye bhej sakte hai but agar aap domain le lete hai to adsense disapprove hone ka khatra nahi hota hai . 
  
godaddy domain purchase,.com domain at 99
godaddy domain price in india,how to buy a domain name forever





Domain Kaise khareede ?


 To dosto aaj google par kafi sare website hai jisse aap Domain aasani se khareed sakte hai. But main aapko ek aasan website btaunga jisse aapko domain . Kaafi sasta mil jayega. Ji haa dosto is website pr aap promocode istemaal karke Domain ko saste rate me le sakte hai . To dosto jis website ki me baat kr rha hu vo hai Godaddy website aap yaha se aasani se domain purchase krke apne website kr saath link kar sakte hai .


godaddy register domain,godaddy register domain



Santosh aagri


Post a Comment

Previous Post Next Post